No time for our own selfs..
Namaste everyone..
Whenever we think we should start now, kahiin se toh start karte hain.. apni ruki hui si professional ya personal life ko,first thought that strikes our mind is.. "we donot have time.." arre humare paas toh time hi nai hai..kuch bhi naya karne ka.. naya karna toh door ki baat hum log toh apne liye jo bahut jaroori bhi hota hai use bhi karne ko talte rahte hain.. reason wahi.. ki , hamesha apni priorities ko apni family ki priorities se peeche rakhna..and is mei, we do not do any favours.. aisa karna humein acha bhi lagta hai.. kyunki we do all this out of love and care for them... but isi bhag daud mei hum khud bahut peeche rah hate hain..hum apni life ko apni family par poori tarah dependent bana lete hain.. par actual mei hum aisa unke support system banne ke liy karte hain ,taki woh log life mei kuch ban payen ,kuch achieve kar saken..but hum ordinary logon ka kya ???
Jo apni family apne bachon ko ordinary se extra ordinary banane mei lage rahte hain ,hamare sapne bhi unki life successful banane ke liye hote hain.. hum ordinary logon ke sapne bhi hamare khud ke liy nai hote..aur is sab se humein khushi milti hai.. aisa karne mei koi burai bhi nai hai.. par humein kuch hadh tak apne bare mei sochna hi padega..humein apni life ko koi real purpose dena hi hoga..jo humein real fulfillment ki feeling dega, humein mentally strong banayega and above all humein har apne se jude logon ko aur better way mei emotionally and even financially bhi support kar sakne ki himmat dega.. but of course road is not going to be easy...but we can start any time..... otherwise kuch na achieve kar pane ke sath sath yeh dukh aur guilt rahega..ki kabhi kuch naya karne ya even sochne ki bhi koshish nai ki....😏😏